Saaiyaan Lyrics - Gunday Song

Saaiyaan (Gunday)

Lyrics of Saaiyaan Gunday (2014) : Bollywood movie song Saaiyaan of Gunday singer Shahid Mallya, composed by Sohail Sen, lyrics written by Irshad Kamil, soundtrack featuring Ranveer Singh, Arjun Kapoor, Priyanka Chopra.


Song : Saaiyaan
Sung by : Shahid Mallya
Music by : Sohail Sen
Lyricist : Irshad Kamil
Music on : YRF Music
Featuring cast : Ranveer Singh, Arjun Kapoor, Priyanka Chopra



Saaiyaan Lyrics

Kal Meera tadpi Kaanha ko
Sab laaj samaaj ganwaai re
Ab prem mein tadpan tarsan ki
Hai baari Kaanha ki aayi re

Mori jaan gayi (mori jaan gayi)
O tora khel hua (tora khel hua)
Mujh se main rootha
Mujh mein main toota

O mujh se main rootha
Mujh mein main toota
Mujhko maine ishq wafaa mein
Khud hi hai loota (khud hi hai loota)

Lut-lut ke lut-lut ke
Jeena hai marna baanke yaar bina

Saaiyaan hun main ki karaan
Saaiyaan jee laan ya maraan
Saaiyaan Rab mujhse khafaa
Saaiyaan (x2)

Mujh se main rootha
Mujh mein main toota
Mujhko maine ishq wafaa mein
Khud hi hai loota
Lut-lut ke lut-lut ke
Jeena hai marna baanke yaar bina

Saaiyaan hunn main kee karaan
Saaiyaan jee laan ya maraan
Saaiyaan Rab mujhse khafa
Saaiyaan (x2)

Ho sapnon ke sheeshe toote
Dukh ki daraar se
Chaah ke bhi nikle na mann majhdhar se
Koi bhi na bole aur koi bhi bulaaye na
Phir bhi aawaazein sune baadlon ke paar se
Rus-rus ke rus-rus ke
Mann se mann jaana khud hi yaar bina

Saaiyaan hunn main kee karaan
Saaiyaan jee laa ya maraan
Saaiyaan Rab mujhse khafa
Saaiyaan (x2)


Listen song in mp3 :




Watch Saaiyaan hd Video.

Gunday All Soundtrack.


All rights reserved by BollywoodMovieHut