Lyrics of Ae ji Suniye Mr Joe B. Carvalho (2014) : Bollywood movie song Ae ji Suniye of Mr Joe B. Carvalho singer Humsika Iyer, composed by Amartya Rahut, lyrics written by Virag Mishra, soundtrack featuring Arshad Warsi, Soha Ali Khan.
Song : Ae ji Suniye
Sung by : Humsika Iyer
Music by : Amartya Rahut
Lyricist : Virag Mishra
Music on : T-Series
Featuring cast : Arshad Warsi, Soha Ali Khan
Ae ji Suniye Lyrics
Ae Ji Suniye, Chup Na Rahiye
Baahon Mein Leke, Kuchh To Kariye
Ke Rut Mastaani Aur Meri Jawaani
Jhoom Ke Jaise Barsa Paani
HeyBand Karo Harkat Nikammi
Aane Waali Meri Mummy
Joe Ko Tum Barbaad Karegi
Mummy Maa Ki Aankh Karegi
Control Your Emotion Now
Ae Ji Suniye HuYun Na Dariye
Baahon Mein Leke,
Kuchh To Kariye Kariye Na
Bole Choodiyan,
Bole Kangna Aake Mil
HoGori Kalaiyaan,
Thaam Le Bahiyan
So Simple HoHmm
Mauka Bhi Hai,
Mausam Bhi Hai Aao Na
HoMere Offer Ko Be-Dil Thukrao Na
Yeh Raat Badi Hai Lambi
Aur Mood Mein Hain Ab Hum Bhi
Mere Dil Ke Taar Kare Intezaar
Main Be-Karaar Aao Na
HeyBand Karo Harkat Nikammi
Aane Waali Meri Mummy
Joe Ko Tum Barbaad Karegi
Mummy Maa Ki Aankh Karegi
Control Your Emotion Now
Ae Ji Suniye HuYun Na Dariye
Baahon Mein Leke, Kuchh To Kariye
He He He
Badan Hai Daali Husn Ki Kaliyan Todo Na
Ho Door Door Se
Aahein Bharna Chhodo Na HuHaaye…
Aag Lagi Hai Ang Ang Mein Chhu Lo Na
Ho Tum Ho Mere,
Main Hoon Tumhaari Ghooro Na
Yeh Ishq Ki Galiyaan Jaanu
Tum Ghuso Yahaan To Maanoon
Mere Dil Ke Taar Kare Intezaar
Main Be-Karaar Aao Na
HeyBand Karo Harkat Nikammi
Aane Waali Meri Mummy
Joe Ko Tum Barbaad Karegi
Mummy Maa Ki Aankh Karegi
Control Your Emotion Now
Ae Ji Suniye HuYun Na Dariye
Baahon Mein Leke, Kuchh To Kariye
He He He